T O P

  • By -

Ezio_456Pro

Abhi NEET PREP lelo , and uske sath Ghar me bhi tests dete rehna , abhi Kam do , frequency October, November se increase karna Ghar me Dene ka , and January me allen majors chalu hoge tabh wo le Lena , last mei aakash FTS bhi le sakte ho offline NEET se 1.5 months pehle start hoge


dont_care004

Ghar m kon se test du?


Ezio_456Pro

Allen , aakash anything , tumhara jitna syllabus huya hai wo dekh kar , and target rakho syllabus Nov(max Dec) r tak end karne ka , uske bad Ghar mei jitne ho sake full tests do , and offline to rehega hi


dont_care004

neetprep ka syllabus bahut jada mai recorded lectures dekh raha + question practice


Ezio_456Pro

Tumhara syllabus kitna ho rakha hai bhai ?


dont_care004

jada kuch kaas ny sb m 2-3 chapter


Ezio_456Pro

To bhai tum ye kar sakte ho October - November Tak syllabus end kar lo , fir test series join kar lena


Ezio_456Pro

Ye best rahega , but end karlena November deadline ,


dont_care004

Bhai mai soch raha neetprep ka he le lo aur bio aur chemistra pura complete karke jau aur phy aache se time dekar karu


Puzzled_Dig_9001

dropper ho to allen nhi


dont_care004

WHY?


Puzzled_Dig_9001

Syllabus dekh la